A4 Notice Maker · नोटिस मेकर

दुकान का रेट लिस्ट, खुला/बंद नोटिस, ऑफिस नोटिस, शादी का कार्ड — सब कुछ A4 पर डिज़ाइन करें और सीधे प्रिंट करें। Accurate Hindi (Devanagari) text, 25 ready templates, drag & drop editing, PNG / JPG / PDF export.

Open Editor / एडिटर खोलें

आपका डिज़ाइन आपके ब्राउज़र में ही रहता है — कुछ भी upload नहीं होता। Editor में कोई विज्ञापन नहीं है।

Print karne ke 3 aasan step

  1. Preview dabayein, phir Print.
  2. Paper A4, Scale 100%, Margins None, Headers & footers OFF, Background graphics ON.
  3. Hindi text ka PDF chahiye to destination me Save as PDF chunen (text selectable rehta hai).

Hindi + English

हर box me Hindi aur English font alag chuniye. ₹15 प्रति कप जैसा mixed text bhi sahi dikhta hai.

25 ready templates

Rate list, new price, school/office notice, shop open-closed, offer, public notice aur 8 wedding cards.

Print-safe

Exact A4 page, koi extra blank page nahi. Printer margin test bhi shamil hai.

PNG / JPG / PDF

150–450 dpi image ya selectable-text PDF download karein.

Frequently asked questions

Nahi. Designs aapke browser ke storage me save hote hain. Backup ke liye "Editable JSON" export karein.

Is editor me har page exact A4 size ka hai aur aakhri page ke baad page-break nahi lagta, isliye extra blank page nahi aata. Print dialog me Margins "None" aur Scale "100%" rakhein.

Haan, Print → "Save as PDF" se banaya PDF vector text rakhta hai. "PDF (image based)" sirf tasveer hoti hai.